Lost & Found

Şarkı

Lost & Found

Taaruk Raina · Lost & Found · 2024 · 3:09

Şarkı sözleri

(We lost, we found) (We lost, we found) (We lost, we found) (We lost, we found) (We lost, we found) (We lost, we found) (We lost, we found) (We lost, we found) Kyun ho gum bewajah? Kaisi hai ye sard si hawa? Ke jo dil mein chal raha hai, o Kyun na mujhse kehte ho? Is pal mein hai jahan hum do Zara chalte rehne do Thami hui hai aanhein, kuch nahi ho aage Mmm, mushkil bada hai safar yahan Tu agar chahe, khuli hui hain baanhein O, jaana mushkil bada hai safar yahan Ke jo dil mein chal raha hai, o Kyun na mujhse kehte ho? Is pal mein hai jahan hum do Zara chalte rehne do Hain hum do gumshuda Ye zamana bhi gum kahan Kuch dil mein do jagah humko Bas dil mein rehne do Fir kal ke saare iraadon ko Bas kal mein rehne do Thami hui hai aanhein, kuch nahi ho aage O, jaana mushkil bada hai safar yahan Tu agar chahe, khuli hui hain baanhein O, jaana mushkil bada hai safar yahan Ke jo dil mein chal raha hai, o Kyun na mujhse kehte ho? Is pal mein hai jahan hum do Zara chalte rehne do Ke jo dil mein chal raha hai, o Kyun na mujhse kehte ho? Is pal mein hai jahan hum do Zara chalte rehne do

Şarkı sözleri LRCLIB tarafından sağlanmıştır.

Taaruk Raina sanatçısının popüler şarkıları