Rohi

Song

Rohi

Shafqat Amanat Ali · Tabeer · 2008 · 3:56

Lyrics

O jindadi bujhi o yaar sajan Kabhi moh mohar aur aa watan O jindadi bujhi o yaar sajan Kabhi moh mohar aur aa watan O jindadi Rohi ki ajab bahar hai Jahan mujh kamli ka yaar hai Wahan aashiq uske hazar hain Aur main numarhi hoon be watan Ho jindadi bujhi o yaar Kahin door jaaye basa hai jo Mere man mein jiski chhavi hai Woh na jalaye tan sulgaye jo Kaise mitegi yeh agan Ho jindadi bujhi o yaar Rohi ke peer farid ki Rohi ke peer farid ki Bas chaah hai ik deed ki Mujhe aas hai us eid ki Jo milaye bichhda hua sajan O jindadi bujhi o yaar sajan Kabhi moh mohar aur aa watan Ho jindadi.

Lyrics provided by LRCLIB.

Popular by Shafqat Amanat Ali