Sapne 

Song

Sapne 

Sona Mohapatra  · Sona · 2006 · 4:13

Lyrics

Sapne Sapne sapne hona zaroori hain Kacche pakke aadhe poore Har doosra chehra yahaan soya-soya hain Aisa lage sabka kuchh khoya-khoya hain Shehron me pedh sote nahi hain Chidiya nahi hai gaati Yahaan raat din chalke bhi yaar manzil nahi hai aati Phir bhi sapne hona zaroori hain... Yahaan roz chhapte hain darr akhbaron mein Bazaar pahunche ghar, ghar bazaaron mein Sab suna rahen apni hi baat Yahaan shor har kaheen hai Dooje ko sunne ki kisi mein bhi himmat hi nahi hain Phir bhi sapne hona zaroori hain... Chahe daak mein koi chitthhi na aati ho Dil baantne waala sangi na sathi ho Be shak ho yaar tera gawaar koi samajh hi na paye Dil bar bar haan bar bar bas toot ta hi jaye Phir bhi sapne hona zaroori hain... Kacche pakke aadhe poore Sapne sapne hona zaroori hain...

Lyrics provided by LRCLIB.

Popular by Sona Mohapatra