BAAWE

Song

BAAWE

Raftaar, Badshah, Hiten · HARD DRIVE Vol. 2 · 2024 · 2:39

Lyrics

Scorpio season, you know Raa-shah Kami koi, hai Nai baawe Nai paise waale bande, pushtaini baawe Chrono automatic, Chrome mera semi baawe Banda aar-paar dekhe, aankhe paini baawe Enemy, many baawe Gaane sar chadh bolein jaise fanny baawe Gaadi India mein teen guna mehengi baawe Banda aar-paar dekhe, aankhe paini baawe Vision clear mera jabse beeta 2020 Baawe chhati chaudi kr, babu ki kardi knees weak G5 se overseas skinny martinis bees neez Paise upar sau feesadi, qalaa se maine fees di "Keys,Please" ivalet mein hote scene veen Jis gaadi mein R lage do, rakhi wo teen-teen Yamraj flow, khaun rappers jaise heem cream Kamra band hote hi baby khule jaise seam Zim Zima, hamne beamer li, tum lena beema Shah bola,"ruk", mene scene kara dheema Beef de dikhaayi to shaahi banega keema BHAIYA TRAILER CHAL RHI HAI, ABHI BAAKI HAI CINEMAA!! CUT! To hai dede kya gifat Chatakte hain launde to, sooje hai buttocks Raa aur Shah, inn dono naamon ko ratt Jo ye do jane judein, inki do mein jaaye batt (that's fixed) Kami koi, hai Nai baawe Nai paise waale bande pushtaini baawe Chrono automatic, Chrome mera semi baawe Banda aar-paar dekhe, aankhe paini baawe Enemy many baawe Gaane sar chadh bolein jaise fanny baawe Gaadi India mein teen guna mehengi baawe Banda aar-paar dekhe, aankhe paini baawe Jab ye rap karein, lage seminar chale Jinko bakshi kalam, unke sarr shanivaar chadhe Main bhi rahu kaise guru, mujhpe koi prahaar chale Jinko jaana far, mere ghode pe sawaar chalein (Yeah) Bukhaar sa chadhe, jo hum se vaasta pade E.P 'R' ki gire, to wahaan Badshah mile Vrse hila de dimag, jse kafka pde 'Raa-shah' heatwave, opps Alaska chale Jaise chele, waisa khaana, inki gang pedigree Apni Oyo waali baby hame client kehti thi Meri armoury mein alfaazon ki bhaari weaponry Hamse verse liyo, homies tere humse behtar Nai Shawty saath mere jo, uski body heavenly AP limited edition, ghadi 47 Gs Sarr se paaon LV, maa Ni chodi fashion ki Sunn ke fat jaayegi gaandey kitni alimony di Kami koi, hai Nai baawe Nai paise waale bande pushtaini baawe Chrono automatic, Chrome mera semi baawe Banda aar-paar dekhe, aankhe paini baawe Enemy many baawe Gaane sar chadh bolein jaise fanny baawe Gaadi India mein teen guna mehengi baawe Banda aar-paar dekhe, aankhe paini baawe Aur bhai algorithm, kya haal hai? AjBx

Lyrics provided by LRCLIB.

Popular by Raftaar