Lamhaaton

Song

Lamhaaton

ER · Lamhaaton · 2023 · 3:33

Lyrics

Mere saamnein Un tasveeron se saji, ek deewar hai Phir kyun Mere mann ki mujse hi, takraar hai Kyun ho gaye yeh faasley Sawaalon se hai hum ghirey Ki kyun huye hum is tarah alag Ab shabd bhi feekay padein Jaise ho gaye ho sarphirey Ab khudse hum pucha yeh karein Kyun anjaaney thhe hum unn saari baaton se Kyun parey thhe hum apne jazbaaton se Ab kaise yeh bataayein aur kin alfaazon se Ki haan, bebas hue hum In lamhaaton mein Kyun tham gya hai ab Ye waqt aur meri, dhadkanein Tum kyun chale gaye Kya itne zyada thhe, yeh faasle Tum jahan bhi ho gaye Hum ab dua bas yeh karein Ki khush raho ab tum sada Haan khush raho ab tum sada Chaahe shabd bhi feekay padein Chaahe ho jaaye hum sarphirey Ab khudse hi hum pucha yeh karein Kyun anjaane thhe hum unn saari baaton se Kyun parey thhe hum apne jazbaaton se Ab kaise yeh bataayein aur kin alfaazon se Ki haan bebas huye hum In lamhaaton mein Haan in lamhaaton mein In lamhaaton mein Haan in lamhaaton mein

Lyrics provided by LRCLIB.

Popular by ER