Ambara

Song

Ambara

Anmol A, Mitraz · Ambara · 2025 · 3:00

Lyrics

Bheege bheege neele neele Ambara Ka ye barasna,Chand jhalakna dheere Jo haule haule haule jhoome sajna lehra ke zulfan Dil bawla kar di ae Ye aankhiyon mein tera jhalakna,halke yun rukna Chehra chamak da haye Ye sapno mein tera hi dikhna,Baahon mein rukna Raatan meri ban jaye re Thoda sehma hua,dil pe sehra hua Teri tasveeron ka dil pe pehra hua Tu samajhna zara,dil ko kehna hai kya Jaaniye hai tera pyaar jaise Bheege bheege neele neele Ambara Ka ye barasna,Chand jhalakna dheere Jo haule haule jhoome sajna lehra ke zulfan Dil bawla kar di ae Chali aa na chali aa meri raatan ve maahi Kaliyaan tu kaliyaan bhi khila ja mere maahi Zulfan jo halke se hataye chehre se Aankhiyon se aankhiyan tarsave hai maahi Thoda sehma hua,dil pe sehra hua Teri tasveeron ka dil pe pehra hua Tu samajhna zara,dil ko kehna hai kya Jaaniye hai tera pyaar jaise Bheege bheege neele neele Ambara Ka ye barasna,Chand jhalakna dheere Jo haule haule jhoome sajna lehra ke zulfan Dil bawla kar di ae

Lyrics provided by LRCLIB.

Popular by Anmol A