Saadgi

Song

Saadgi

Lyrics

Zindagi ke safar mein bauhat door tak Zindagi ke safar mein bauhat door tak Jab koi dost aaya na humko nazar Humne ghabra ke tanhaiyon se Saba Humne ghabra ke tanhaiyon se Saba Ek dushman ko khud humsafar kar liya Saadgi toh hamari zara dekhiye Saadgi toh hamari zara dekhiye Aitbaar aapke waade par kar liya Saadgi toh hamarI zara dekhiye Saadgi toh hamari zara dekhiye Aitbaar aapke waade par kar liya Baat toh sirf ik raat ki thi magar Baat toh sirf ik raat ki thi magar Intzaar aapka umr bhar kar liya Saadgi toh hamari zara dekhiye Aitbaar aapke waade par kar liya Tere adaab ki roohdad hogye hain hum Tere adaab ki roohdad hogye hain hum Bade khaloos se barbaad hogye hain hum Zara dekhiye Sadgi toh hamari zara dekhiye Aitbaar aapke waade par kar liya Ishq mein uljhane pehle hi kam na thi Ishq mein uljhane pehle hi kam na thi Aur paida naya dard e sarr kar liya Aur paida naya dard e sarr kar liya Ishq ko dard e sarr kehne walo suno Ishq ko dard e sarr kehne walo suno Kuchh bhi ho humne ye dard e sarr le liya Kuchh bhi ho humne ye dard e sarr le liya Ab woh nigahon se bach ke kahan jayenge Ab woh nigahon se bach ke kahan jayenge Ab toh unke mohalle mein ghar le liya Ab toh unke mohalle mein ghar le liya Ishq mein uljhane pehle hi kam na thi Ishq mein uljhane pehle hi kam na thi Aur paida naya dard e sarr kar liya Aur paida naya dard e sarr kar liya Log darte hain qaatil ki parchhayi se Log darte hain qaatil ki parchhayi se Humne qaatil ke dil mein bhi ghar kar liya Sadgi toh hamaru zara dekhiye Aitbaar aapke waade par kar liya Teri saltanat mein hain tere lashkar se ghere huye Teri saltanat mein hain tere lashkar se ghere huye Tu maare chhode qaid me daale hum toh bass tere huye Tu maare chhode qaid me daale hum toh bass tere huye Beqarari milegi lutega sukoon Beqarari milegi lutega sukoon Chain chhin jayega neend ud jayegi Chain chhin jayega neend ud jayegi Apna anjaam sab humko maloom tha Apna anjaam sab humko maloom tha Aap se dil ka sauda magar kar liya Sadgi toh hamaru zara dekhiye Aitbaar aapke waade par kar liya Zikr ik bewafa aur sitamgar ka tha Zikr ik bewafa aur sitamgar ka tha Aapka aisi baaton se kya waasta Aapka aisi baaton se kya waasta Aap toh bewafa aur sitamgar nahin Aap toh bewafa aur sitamgar nahin Aap ne kisliye moonh udhar kar liya Sadgi toh hamaru zara dekhiye Aitbaar aapke waade par kar liya

Lyrics provided by LRCLIB.

Popular by Kabul Bukhari