Lyrics
Jab teri aankhon mein vo sapna dekha jo
Maine jo dekha tha tune tha socha vo
Har lamha harsu dil mein basi thi tu
Har lamha harsu ruh mein basi thi tu
Umeed hai
Yakeen hai
Tu aaj bhi
Kareeb hai
Umeed hai
Yakeen hai
Tu aaj bhi
Kareeb hai
Aatish ka dariya bhi
Jumbish ka zariya tu
Jalwa jo dekha tha Khwabeeda chehra tu
Dil mein hai zinda tu roushan hai usmein tu
Dil mein hai roushan zinda hai usmein tu
Umeed hai
Yakeen hai
Tu aaj bhi
Kareeb hai
Umeed hai
Yakeen hai
Tu aaj bhi
Kareeb hai
Paake jo khoya vo khoke kyun paaya houn
Dil mein mere tanhaayi ka saaya kyun
Bas itna kehna tha tumse
Aayega ek din jab hogi tu yun rehbar
Main hoga tu hogi duniya se bekhabar
Umeed hai
Yakeen hai
Tu aaj bhi
Kareeb hai
Umeed hai
Yakeen hai
Tu aaj bhi
Kareeb hai
Lyrics provided by LRCLIB.
Popular by Alif
#TitleAlbum
3:22









