Yaad

Song

Yaad

Vikram Montrose · Yaad · 2023 · 3:09

Lyrics

Yaad ye teri mujhko sataaye Aaja na banke baadal tu Haal mera pagal nadiya sa Mil jaana banke saagar tu Aksar teri khushbu mere aas paas reh jaati hain Har pal teri saansein mera ang ang mehkati hain Banjaran saansein tera hi naam dohrati hain Itni si dil ki araj hai piya याद ये तेरी मुझको सताए आजा ना बनके बादल तू हाल मेरा पागल नदिया सा मिल जाना बनके सागर तू Yaad Ye Teri Yaad Ye Teri Aana chale aana Saanson mein ghul jaana Aana chale aana Saanson mein ghul jaana Mera jo bhi tha wo Saara maine tere Khwabon ke hawaale kar diya Dil ki deewaron ko Likh ke maine tere Naam se poora bhar diya Tu jo saath rahe to lage khushiyan sabhi Khud hi paas mere chali aayi hai Tu hai mere dil ka sukoon Jism hai tu Main hoon saaya tera याद ये तेरी मुझको सताए आजा ना बनके बादल तू हाल मेरा पागल नदिया सा मिल जाना बनके सागर तू Yaad ye teri mujhko sataaye Aaja na banke baadal tu Haal mera pagal nadiya sa Mil jaana banke saagar tu

Lyrics provided by LRCLIB.

Popular by Vikram Montrose