Regret

Song

Regret

Lyrics

I know tujhe dar lagta hai Me vade karuga or phir badal jauga I know to tuti hai bhot me joduga phirse or phirse tod jauga Me jitne vade karuga Me sare nibhauga sare nibhauga In ankhon bhot rulaya mene Kasam se ab ni rukauga Tu titli masoom si Bhavre se dil laga baithi hai Me akele kamre me band Akhen khuli dekha tu baithi hai This pain is for real Regret bhi ye real hai I know dhokha de jata hu Par is bari sara hi sara ye real hai Text mene bhot bheje bby tere naam ke Han kiya mene cheat with no reson maafi aapse Tu duniyan se alag mujhe rakhti mehfoos Or me pyar aaya baat mujhe sharam khudke naam se Aane lage ghin jab bhi sochu apni aadtein Idhar udhar muh maaru aisi bhi kya afat hai Jin dosto ko naam me ladra tha aapse wo Khal gae chod i mean mera mtlb saanp Ab text kare sare bole bhai mujhe milna hai Mere cousin fan tere unko tujhse milna hai Par mujhe laga shayd use galti aehsas hai Par meri galafehmi Mujhse aiso se ni milna hai Ab dete wo dilase or me kehta bhai rehne do Deke tujhe dhoke khush sharam nithi mereko Me jalra tha badle ki aag me kuch doston ki Tunne hi samjhaya bola baby chodo rhendo do Yaha apne bhi apne ni hote Tu to parai or phir bhi sambhala hai Ham tute we khawaab sajate the Tune to tuta insaan sajaya hai Tu kafi haseen hai cheez hai Khoke tu logo ko dua de jati hai Warna ye duniya haram hai Yaha Khoi wi cheez dil se utar jati hai Tere dard kare bleed ab Han me badla insaan sare message chodo seen par Sirf mtlb pe call kare bhai tu Mushkil halaton me kaha tha tu speak up Inki bateeinn mujhe irritate kare They dont make sense aurton se jada ye hai bitch sale Jab bhi sochu ki me likh nahi pauuga To jakham tere dard deke bole mujhe likhta reh Mujhe farak ni ab kon mujhe kya soche Ghatiyan insan hai sale inki kya soch hai This is a letter to you jinme mere regret hai Nashe ka shukeeen hu me jeb me bas cigarettes hai 1 peg down teri yadein mere sir chade Seedi tha me mtlb ki jisme jani sab chade 3 4 din to me kamre me band tha Wo bhi badal gaya jise badalne ka dar the Mere Ab ham kya hi kare Tujhe diye hue dhoko ka hissab mene likh diya hai Ab wo khuda intenzar na kare Ham bekar reh gae Tum tabah kar gae Behti hawaon ko ham phir se rulaaege Tum zulm karo jana ham has ke seh jaege Mujhe chodke bharosa rake sab par tu Sabr karo jana wo sab faida utahaege Tuti hui cheez ko sahare hote Lakhon se jeetne wale ek se haare hote hai Jab shayar roye panno me kalam ke sahare Wo geet nahi hote paigaam hote hai Jo maut tak de sath ham wo wali nasal hai Bas karo jana mere ghar ke bhi masle hai Tera chale jana door itna aasan ni tha Samne se gaya wo me bilkul hairan ni tha Mere bare kare articles ye shit talk Flow soo smooth jaise beat pe ho moon walk Maja jo khone me wo bilkul ni pane me Kabhi kabhi lage sali zingai majak Addhi umar paas aae Addhi lagi door jane me This is life Aadhi umar pas aae aadhi lagi door jane me

Lyrics provided by LRCLIB.

Popular by KALAM INK