Trapanese

Song

Trapanese

Qaab · Trapanese · 2024 · 2:12

Lyrics

Trap Yeah (woo) Use samajh aa gyi meri language, bolne lagi trapenese Check hoke aaye quality, nakli cheez mere bag mein nahi Mann lage mera lab me, kaise band karoon main ye factory? Abhi-abhi hua lit nahi, main hoon pehle din se actually Use samajh aa gyi meri language, bolne lagi trapenese Check hoke aaye quality, nakli cheez mere bag mein nahi Mann lage mera lab me, kaise band karoon main ye factory? Abhi-abhi hua lit nahi, main hoon pehle din se actually Meri jeet meri jeb mein, tabhi phone mera kare ring-ring Bhari fees maine kist me, inhein lage sab kuch hai win-win Kar rha tha sip roz raat, mera mann na lage Gin-bin God kare maaf mene sin-bin, bina honeymoon, shawty, rimjhim Tujhe leke chaloon main farm house, shawty, bann ja meri Jacqueline Ship mein leke aa rha hoon, mil mujhe teen bajkar exactly Kiss de munh me, kahan par le jaaye, qismat mujhko jahan per Khada hoon business pe main yahaan par, sabse pehle aati hai family Saath mere hai ATM, sab paid-up hai annually Lately hoon main locked-in, kitni gir chuka hoon main album Kitne mein pose kare woh hai onlyfans, toh wo long kare, woh hai fraudtly Isse acha zindagi hai lage movie, jaise poori kar rha hoon mein fantasy Use samajh aa gyi meri language, bolne lagi trapenese Check hoke aaye quality, nakli cheez mere bag mein nahi Mann lage mera lab me, kaise band karoon main ye factory? Abhi-abhi hua lit nahi, main hoon pehle din se actually Use samajh aa gyi meri language, bolne lagi trapenese Check hoke aaye quality, nakli cheez mere bag mein nahi Mann lage mera lab me, kaise band karoon main ye factory? Abhi-abhi hua lit nahi, main hoon pehle din se actually

Lyrics provided by LRCLIB.

Popular by Qaab