Nafrat

Song

Nafrat

Darshan Raval · I Loved You · 2025 · 3:34

Lyrics

(Ye kaisi fitrat hai, jaaniya?) (Mujhe to hairat hai, jaaniya) (Tu pehle meri hasrat tha, jaaniya) (Tu ab meri nafrat hai, jaaniya) Mujhko ab hosh raha na, pal-pal jaise mar jaana Aur karein na hum aitraaz bhi Kar ke barbaad hai rakha, phir bhi na yaad hai rakha Aur rahein na hum naraaz bhi Tu zakhm de mujhe Chaah ke bhi bolun main na “see” Haaye, kya pata, itna gham deke Khush rehne ki salah doge tum Akhiyaan na soye, yaara, roye, mera toota hai dil Aisa haara ki dobara jeena hua mushkil Akhiyaan na soye, yaara, roye, mera toota hai dil Aisa haara ki dobara jeena hua mushkil Ye kaisi fitrat hai, jaaniya? Mujhe to hairat hai, jaaniya (mujhe to hairat hai, jaaniya) Tu pehle meri hasrat tha, jaaniya Tu ab meri nafrat hai, jaaniya Ye dard jo tere bhulaaye bhi na jaayein Chhupa bhi sakun na, bataaye bhi na jaayein Be-jurm sazaayein bahut hi sataayein Ki dil kare, haaye, hum abhi mar jaayein Bebasi dil mein kitni hai, dekho, yaara Haaye, kya hua, kya pata, jaanun na main Ishq mera ye kaise zaya ho gaya Akhiyaan na soye, yaara, roye, mera toota hai dil Aisa haara ki dobara jeena hua mushkil Akhiyaan na soye, yaara, roye, mera toota hai dil Aisa haara ki dobara jeena hua mushkil Barbaadiyon ka meri jaanib aane ki jo wajah bataun Tu hi hai naubat, tu hi museebat, tu hi qayamat, jaaniya Aashiq duniya-bhar ke saare sab kuch apna ishq mein haare Fana hue, tabah hue, bikhar gaye hain, jaaniya Barbaadiyon ka meri jaanib aane ki jo wajah bataun (ye ishq barbaad karega) Tu hi hai naubat, tu hi museebat, tu hi qayamat, jaaniya (ye ilm tha mujhe) Aashiq duniya-bhar ke saare sab kuch apna ishq mein haare (par is qadar kar dega) Fana hue, tabah hue, bikhar gaye hain, jaaniya (ye andaaza na tha)

Lyrics provided by LRCLIB.

Popular by Darshan Raval