Bindiya

Song

Bindiya

Vikram Montrose · Bindiya · 2022 · 3:39

Lyrics

Bindiya Tere Maathe pe chamke jo bindiya Ujlade meri ye ankhiya Udi udi jaye udi udi jaaye Raaton ki Meri ye nindiya Tu mujhko khud mein panaah de Thodi si dil mein jagah de Tere bina hoon adhoora Aa mujhko mujhse mila de Dekha maine har jagah Bhatka main yahan wahan Dhoondta hi reh gaya koi tujhse na mila Dekha maine har jagah Bhatka main yahan wahan Dhoondta hi reh gaya koi tujhse na mila बिंदिया बिंदिया तेरे माथे पे चमके जो बिंदिया उजला दे मेरी ये अँखियाँ उड़ी उड़ी जाए उड़ी उड़ी जाए रातों की मेरी ये निंदिया Aa mere paas tujhe apna bana loon Jee chahe ab tujhe seene se laga loon Zulfo ki chaadar ye hataa ke ter chehre se Thoda sa noor leke chand pe uchhaloon Raaton ki teri main nindiya chura loon Zulfe mein teri ye sadiyan guzaroon Mehkash labon ko main apna banake Aa maathe ki teri ye bindiya chura loon Ya tu haqeeqat hai ya just imagination Teri chahat ka chadha hua hai mujhpe obsession Aise kheeche teri ore mujhe tera gravitation Tu hai uperwaale ka jaise Nayab sa creation Pehli nazar mein main tera ho gaya Baaton hi baaton mein savera ho gaya Tu jo mila hai to mil gayi zindagi Tu mere dil ka lootera ho gaya Sunle tu meri guzaarish Mere ye dil ki sifarish Karde mohabbat ki barish Poori ho dil ki ye khwahish Dekha maine har jagah Bhatka main yahan wahan Dhoondta hi reh gaya koi tujhse na mila Dekha maine har jagah Bhatka main yahan wahan Dhoondta hi reh gaya koi tujhse na mila बिंदिया बिंदिया तेरे माथे पे चमके जो बिंदिया उजला दे मेरी ये अँखियाँ उड़ी उड़ी जाए उड़ी उड़ी जाए रातों की मेरी ये निंदिया BINDIYA BINDIYA

Lyrics provided by LRCLIB.

Popular by Vikram Montrose